Performance Pressure
Poultry farm ke maalik ne tammam Murgiyon ko Order diya
"Agar tum logo ne kal se Do -- Do ande nahi diye to kal se tumhara dana pani band "
Murgiya dar gayi ....sab ne do do ande diye magar ek ne sirf ek anda diya"
Maalik "tum ne 1 anda hi kyon diya"
.
.
.
.
.
Jawab mila.
.
..
.
.
..
.
.
.
.
..
.
."Sir ye aapke dar ki wajah se diya hai waise main to Murga hoon"
No comments:
Post a Comment